शनिवार, 2 मई 2009


SIKANDAR BADSHAH
ALVIDA ALVIDA ALVIDA Hai.
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai
ALVIDA ALVIDA ALVIDA Hai.
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai
Din Teray Anay Say Muotbar Thay Noor Main Dobay Sham-o-Sehar Thy Teray Janey Say Dil Rooh Raha Hai.
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai
Sehar-o-Iftar Kiraat TaraweeAur Azanain Namain-o-TasbeeYeh Sama Noori Tuj Sy Mila Hai.
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai
Rehmaton Ka Tu Paigham LayaBarkaton Ka Tu Inaam LayaRutba Alla-o-Afzal Tera Hai.
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai
Jaam Rehmat Ky Tu Ny Pilayay Gul Muradoon Ky Tu Ny Khilayay Tu Juda Hum Sy Ab Ho Raha Hai.
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai
Hum Ko Dekh Tu Payay Ga Tub TakGhar Rahay Zinda Aglay Baras TakPhir Milain Gy Jo Hukam-e-Khuda Hai.
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai
Chal Dia Hai Tu Jo Rab Ki JanibAhl-e-Iman Ky Purnam Hai Qalib Qalb-e-Ishrat Bi Gham Sy Barah Hai.
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

शनिवार, 18 अप्रैल 2009

sayri

Mohabbat main karne laga hoonUljhano me jine laga hoonDiwana to main tha nahi,lekinTera dewana banne laga hoon
Pyaar ka safar karne chla hoonDil ki duniya basane chla hoonMaine khwaab abh tak na dekhe theTujhe dekh ke khwaabo me jine laga hoon

Kabhi bikharta ja raha hoonTo Kabhi sawarta ja raha hoonQatal to mujhe hona nahi tha,lekinTeri nigahoon se hue ja raha hoon
Unse dil lagaye behta hoonUnhe apna banaye behta hoonBas darr raha hoon yehi soch-soch keAaj unse ijhar karne ja raha hoon

sayri

Aakhen kholu to chehra tumhara ho,Band karu to sapna tumhara ho,Maar bhi jau to koi gam nahi,Agar kafan ke badle achal tumhara ho.
Tanhaai me jab beete lamho ki yaad aati hai,Kya kahe jism se jaan chali jaati hai,Yun to unki berukhi yaad hai humein,Per aankhe band kare to surat unki nazar aati hai.
Dhalti raat ka khula ehsas hai,Mere dil me teri jagah kuch khas hai,Tum nahi ho yahan mujhe malum hai,Par dil kahta hai ki tu dil ke paas hai.
Mere chehre se utho do kafan,mujhe aadat hai muskurane ki.meri lash abhi mat jalana,mujhe umeed hai unke aane ki.
Mausam ka ishaara hai, Hasraton ne pukaara hai,Kaise kahe ke kitna miss karte hai hum aapko,Ye sayari ussi yaad ka ek Ishaara hai.


wo asma kitne kush nashib hainjo dur rahkar bhi barste hainur hum kitne badnassib hai jopass rhakar bhi milne ko tarst hai

Tumhaara naam kuch aise mere hoonthoon pe khilta haiAndherii raat mein jaiseAchaanak chaand baadal ke kisi kone se jhaankta haiAur saare manzaroon mein jaise roshnii sii phail jaati haiAur jaise larazti auus ke qatre pehan ke muskuraati haiTo khushboo baagh ki deewaar se rooke nahin ruktiUssi khushboo ke dhaage se mera har chaak silta haiTumhaare naam ka taara meri saansoon mein saansoon mein khilta haiTumhein jab dekhta hoon jab safar ki shaam se pehleKisi uljhi hoi gumnaam si jinta ke jaadoo meinKisi soche joe benaam lamhe ki khushboo meinKisi mausam ke daman mein kisi khvaahish ke pehlo meinTo iss khushrang manzar mein tumhaarii yaad ka rastaNajaane kis taraf phuut-ta haiAur phir aise mein mere hamraah chalta haiKe aankhoon mein sitaaaroon ki guzar-gaahein si banti hainDhanak ki kehkashaaein siiTumhaare naam ke in khusnuma lafzoon mein dhalti hainKe jin ke lams se hoonthoon pe jugno raqs karte hainTumhaare khvaab ka rista meri niindoon se milta haiTo dil abaad hota haiMera har chaak silta haiTumhaare naam ka taara meri raatoon mein khilta hai


Blogspot Templates by Isnaini Dot Com and Wedding Bands. Powered by Blogger